Wednesday, February 3, 2010

SHAYARI'S THAT ARE NEVER HEARD BEFORE(5th EDITION)

PAL BHAR KI BHI TANHAAI AAPKO NASEEB NAA HO,
KOI BHI GHAM KABHI AAOKE KAREEB NAA HO,
RAB AAPKI ZINDAGI ME ITNI KHUSHIYAN DE,
KI AAPSE BADHKAR KOI KHUSH NASEEB NAA HO.


JINHE DIL NE CHAHA,JINHE DIL NE POOJA,
AB NAZAR AA RAHE HAI WOH AJNABI SE,
RAVAYAT HAI SHAYAD YEH SADIYON SE BHI PURAANI,
SHIKAYAT NAHI HAI AB ZINDAGI SE.


TAQDEER BANANE WAAALE TUNE BHI HADD KARDI,
TAQDEER ME KISI AUR KA NAAM LIKHA AUR
DIL ME CHAHAT KISI AUR KI BHAR DI.

TAQDEER ME JO LIKHA HAI USKI FARIYAAD NA KAR,
JO HONA HAI WOH TOH HOGA,
TU APNI HASI BARBAAD NA KAR.


TUMNE SAMBHALA TOH BEDARR HOKE HUM CHALE,
ZAMEEN KI DHOOL SE ZINDAGI BANKE HUM CHALE,
DEEWAANEPAN KI HADD NA POOCHIYE JANAAB,
TERE ISHQ ME BADNAAM HOKE HUM CHALE.


THAAME RAKHNA HAATH HAMARA AISE HI,
DET REHNA SAATH ZINDAGI BHAR AISE HI,
YUN TOH MILENGE ZINDAGI ME CHAHNE WAALE BAHUT,
MILENGE TOH BUS HAMARE JAISE NAHI.


TAQDEER KE AAINE ME MERI ROOH KHO GAYI,
AAJ HAMESHA KE LIYE MERI ROOH SO GAYI,
AAKHIR MOHHABBAT KARKE KYA PAAYA MAINE,
KAL WOH MERI THI ,AAJ KISI AUR KI HO GAYI.


HAMNE BHI CHAHA KI HAR MANZIL KAREEB HO,
HAR WAQT AAPKA SAATH NASEEB HO,
PAR WAHA KHUDA BHI KYA KARE,
JAHAN INSAAN KHUD HI BADNASEEB HO.


MUJHSE BICHDA MERA SAAYA AJEEB BAAT HUI,
HO GAYA TU BHI PARAYA AJEEB BAAT HUI,
DHOOP KE ZAKHM UTHAANE KI TOH AADAT THI,
DIYE NE BHI RULAYA YEH AJEEB BAAT HUI.


WOH HUMSAFAR KAISA JO SAFAR CHODD GAYA,
BINA KASOOR KE RISHTA TOD GAYA,
WOH KABHI HUMKO YAAD TOH KARTA NAHI,
KHUDKI YAADON ME TADAPNE KE LIYE CHODD GAYA.


WOH AJNABI HAI JAANE KAB CHOD DE,
HAWA KA KYA PATA KAB RUKH MOD DE,
HUM TOH DOOSRON KA DIL KHUSH RAKHTE HAIN,
PAR DOOSRON KA KYA PATA KAB DIL CHODD DE.


KISI KE LIYE YEH AANKHEN NAM NA KARENGE,
WOH CHALE BHI JAYE TO AB GUM NA KARENGE,
HO GAYI KHATA KISI KO JAAN SE ZYAADA CHAHNE KI,
AB YEH KHATA HUM DOBAARA NAHI KARENGE.


HAME DEKHKE CHEHRA GHUMA LETE HAIN,
MERE NAAM PE NAZREN JHUKA LETE HAIN,
PAR EK BAAT PE NAHI CHLTA HAI ZOR UNKA,
KARTE HAIN BAATEIN GAIRON KI,
AUR KASAMEIN HAMARE NAAM KI KHAA LETE HAIN.



BHALE HI KISI GAIR KI JAGGER THI WOH,
PAR MERE KHWAABO KI TASVEER THI WOH,
MUJHE MILTI BHI TOH KAISE MILTI,
KISI AUR KE HI HISSE KI TAQDEER THI WOH.



BAHUT KUCH HAI DOST DIL KI GEHRAIYON ME,
TADAP JAATA HAI DIL RAAT KI TANHAIYON ME,
DOST TOH BAHUT HAI KEHNE KO YAHA,
PAR BADA FARK HOTA HAI SAAYON ME AUR PARCHHIYON ME.



ZINDAGI BHAR AAPKA SAATH CHODD NA PAYENGE,
AAP SAMAJHTE HAIN HUM AAKO BHOOL JAYENGE,
HAR KOI NAHI HOTA HUMARE JAISA ,
YEH AAP BHI KISI DIN JAAN JAYENGE.


KABHI UNKI PALKON SE UNKA IZHAAR HOGA,
DIL KE KONE ME UNKE BHI PYAAR HOGA,
GUZAR RAHI HAI RAAT AUR DIN UNKI YAAD ME,
KABHI TOH UNKO BHI HUMSE PYAAR HOGA.


SAATH CHALE THE JIS RAASTE PAR ,
BAHUT YAAD AATA HAI WOH RAASTA US SE KEHNA,
UMEED NA RAKHE AB WOH KISI AUR SE,
HAR SHAKS MOHABBAT NAHI KARTA US SE KEHNA.


PLS LEAVE COMMENTS IF YOU LIKE MY SHAYARI'S.

Sunday, January 24, 2010

SOME MEMORABLE MOMENTS...!!!!

HELLO FRIENDS , HERE I HAVE LISTED MY TOP 10 MEMORABLE MOMENTS THAT HAVE HAPPENED ON A CRICKET FIELD.
SO LET THE COUNTDOWN BEGIN.

10.ENGLAND RECLAIMING THE ASHES AFTER 18 YEARS.



9.SHOAIB AKHTAR BREAKS 100 mph BARRIER.



8.AJANTA MENDIS TEARS APART INDIAN BATTING LINE-UP IN THE ASIA CUP FINAL.



7.SOUTH AFRICA AND AUSTRALIA TIED IN 1999 WORLD-CUP SEMIFINAL.



6.NEW-ZEALAND WHITE WASHES AUSTRALIA 3-0.



5.INDIA WINNING AFTER FOLLOWING ON.



4.BRIAN LARA RECLAIMS SCORES 400*.



3.ANIL KUMBLE TAKES ALL 10.



2.YUVRAJ TAKES ON STUART BROAD AND HITS SIX SIXES IN AN OVER.



1.SOUTH AFRICA CHASE DOWN A MAMMOTH TOTAL OF 434.



NOW AFTER ALL THOSE PICS ITS TIME TO SEE THE REAL VIDEO.............YES EVERY MEMORABLE MOMENT ENCLOSED IN IT JUST FOR YOU.
PLEASE CLICK HERE,

Thursday, January 21, 2010

SHAYARI'S THAT ARE NEVER HEARD BEFORE(4th EDITION)

KISKI SAMJHU KIMAT AE KHUDA MAIN TERE JAHAAN ME,
TU MITTI SE INSAAN BANATA HAI AUR WOH MITI SE KHUDA BANATA HAI.


WAFA KE NAAM SE WOH ANJAAN THE,
KISI KI BEWAAFAI SE SHAYAD PARESHAAN THE,
HUMNE WAFA DENI CHAHI TOH TOH PATA CHALA,
HUM KHUD HI BEWAAFA KE NAAM SE BADNAAM THE.


ASHQ BANKE SAANSON SE NIKAL AAYEGA,
AUR ROKEGA TOH AANKHON SE NIKAL AAYEGA,
BHOOL JANA MUJHE ITNA AASAN BHI NA HOGA,
BAATON BAATON ME HI BAATON SE NIKAL JAYEGA.


CHALTA THA KABHIE HAATH MERA THAAM KE JIS PAR,
KARTA HAI BAHUT YAAD WOH RAASTA US SE KEHNA,
UMMEED NA RAKHE WOH KISI AUR SE,
HAR SHAKHS MOHABBAT NAHI KARTA US SE KEHNA.


DO HI LAFZON KA THA WOH AFSANA,
JO SUNA KAR WOH KHAMOSH HO BAITHE,
KHUSH HAI KYUNKI TUM KO CHAHA THA,
UDASS HAI AAJ KYUNKI TUMHE KHO BAITHE.


DARD HAI DIL ME PAR ISKA EHSAAS NAHI HOTA,
ROTA HAI DIL JAB WOH PASS NAHI HOTA,
BARBAAD HO GAYE HUM UNKE ISHQ ME,
AUR WOH KEHTE HAIN IS TARAH PYAAR NAHI HOTA.



ISHQ KARNA KITNI MASSOM SI ADAA HOTI HAI,
PALAT KAR DEKHO TOH BAS HAWAA HOTI HAI,
NAADAAN HAIN WOH LOG JO CHAHTE HAIN KISI KO ZINDAGI KI TARAH,
NAHI JAANTE HAIN SHAYAD KE ZINDAGI BHI TOH BEWAAFA HOTI HAI.


HAQEEQAT NA POOCH MERE AFSAANE KI,
TERE JAATE HI NAZAR BADAL GAYI ZAMAANE KI,
LOG POOCHTE HAIN MAIN KHUSH KYU NAHI,
KYA KAHUKE AADAT THI TERE SAATH MUSKURAANE KI.


EK KASAK DIL ME DABI REH GAYI,
ZINDAGI ME UNKI KAMI REH GAYI,
ITNA PYAAR KARNE KE BAAD BHI WOH MUJHE NAA MILE,
SHAYAD MERI MOHABBAT ME HI KUCH KAMI REH GAYI.


MULAQAAT SE DOOR THE HUM-TUM,
EK ZAMAANE KE BAAD MILNA ACCHHA LAGA,
SAGAR SE GEHRI LAGI AAPKI DOSTI,
TAIRNA TOH AATA THA PAR DOOBNA ACCHHA LAGA.



ZARA SI ZINDAGI HAI AUR ARMAAN BAHUT HAIN,
HAMDARD NAHI KOI PAR INSAAN BAHUT HAIN,
DIL KA DARD AB MAIN SUNAU KISKO??,
JO DIL KE KAREEB HAI WOH ANJAAN BAHUT HAIN.

Thursday, January 14, 2010

SHAYARI'S THAT ARE NEVER HEARD BEFORE(3rd EDITION).

yaad,dilkyu deewaana hasta hai rone ke baad,
jeena fir bhi padta hai sab kuch khone ke baad,
socha sabhi ko aaj apna salaam bhejdu,
Shayad fir meri subah na aaye aaj sone ke baad.



Yeh Sheeshe Ke Sapne Yeh Rishte Yeh Dhaage,
Kise Kya Khabar Hai Kaha Toot Jaye,
Mohabbat ke Dariya Me tinke Wafa Ke,
Na jaane yeh kis mod pe doob jaaye.



JUDAI ISHQ BANTI JAA RAHI HAI,
MERI YAAD AB USKO TADPAA RAHI HAI,
BAHUT KHUSH HU MAIN BAAZI HAAR KAR BHI,
MUJHKO THUKRAKAR AB WOH PACHTA RAHI HAI.




JISKI FITRAT ME ZARA SI BHI WAFA MILTI HAI,
USE IS DUNIYA ME BADI SAKHT SAZA MILTI HAI.




DIL TOH DARD KE SAAGAR ME DOOB GAYA,
MAGAR IN ANKHON SE ROYA NA GAYA,
KUCH ZAKHM AISE MILE KI,
PHOOLON KE BISTAR PAR BHI SOYA NA GAYA.




KYU KABHI NA AAYI AAJ WOH MERE SAATH CHALKE,
HAMESHA GAYI WOH HAME NAZAR ANDAAZ KAR KE.
MAUT PAR AGAR MERI WOH AAYE TOH KEH DENA USSE,
ABHI ABHI SOYA HAI TUJHE YAAD KARKE.




KISIKI YAAD ME DIL TADAPTA KYUN HAI,
AAKHIR YEH DIL KISI SE PYAAR KARTA KYUN HAI,
AGAR MILE KHUDA TOH POOCHON USSE,
TU AAKHIR SEENE ME DIL RAKHTA KYUN HAI.




ZINDAGI EK RAAT HAI,
IS MEIN NAA JAANE KITNE KHWAAB HAIN,
JO MIL JAYE WOH APNE HAIN,
JO TOOT JAYE WOH SAPNE HAIN,.

Wednesday, January 13, 2010

GIANTS OF INDIAN CRICKET


1.SUNIL GAVASKAR
Sunil Manohar "Sunny" Gavaskar(born 10 July 1949 in Bombay, Maharashtra), is a former cricketer
who played during the 1970s and 1980s for Bombay and India.
Widely regarded as one of the greatest opening batsmen in test match history,
Gavaskar set world records during his career for the most runs and most centuries scored by any batsman.
He held the record of 34 Test centuries for almost two decades before it was broken by Sachin Tendulkar in December 2005.

Gavaskar was widely admired for his technique against fast bowling,
with a particularly high average of 65.45 against the West Indies,
who possessed a four-pronged fast bowling attack regarded as the most vicious in Test history.
His captaincy of the Indian team, however, was less successful.
The team at one stage went 31 Test matches without a victory.
There were incidents like crowd displeasure at Eden Gardens in Calcutta leading to multiple matches being disrupted,
in response to the poor performance of the Indian team.
Turbulent performances of the team lead to multiple exchanges of captaincy between Gavaskar and Kapil Dev,
with one of Gavaskar's sackings coming just six months before Kapil led India to victory at the 1983 Cricket World Cup.


2.KAPIL DEV
Kapil Dev Ramlal Nikhanj(born 6 January 1959, Chandigarh), better known as Kapil Dev, is a former Indian cricketer.
He captained the Indian cricket team in the 1983 Cricket World Cup, which India won.
Kapil Dev was named by Wisden as the Indian Cricketer of the Century in 2002.
Kapil Dev had a rather prosaic stint as India's national cricket coach for 10 months between October 1999 and August 2000.

Kapil was a right-arm pace bowler noted for his graceful action and potent outswinger,
and was India's main strike bowler through most of his career.
He also developed a fine inswinging yorker during the 1980s which he used very effectively against tail-enders.
As a batsman he was a natural striker of the ball who could hook and drive effectively.
A naturally aggressive player, he often helped India in difficult situations by taking the attack to the opposition.
He was nicknamed The Haryana Hurricane — he represented the Haryana cricket team in domestic cricket.
He retired as India's highest wicket taker in both main formats of the game(Test, as well as ODI) and to date
is the only person to take 400 wickets and score more than 5,000 runs in test cricket.

3.SACHIN TENDULKAR
Sachin Ramesh Tendulkar(born April 24, 1973 in Mumbai) is an Indian cricketer widely regarded
as one of the greatest batsmen in the history of cricket.
He is the leading run-scorer and century maker in Test and One Day International cricket.
In 2002, Wisden ranked him the second greatest Test batsman of all time, next to Donald Bradman,
and the second greatest one day international (ODI) batsman of all time, next to Viv Richards.
In September 2007, the Australian leg spinner Shane Warne rated Tendulkar as the greatest player
he has played with or against.Tendulkar was the only player of the current generation to be included
in Bradman's Eleven.[nb 1] He is sometimes referred to as Little Master or Master Blaster.


Tendulkar is the highest run scorer in both Test matches and ODIs, and also the batsman with the most centuries in either form of the game. The first player to score fifty centuries in all international cricket combined, he now has eighty-eight international centuries.

On November 20, 2009, Tendulkar passed runs in international cricket.

On October 17, 2008, when he surpassed Brian Lara's record for the most runs scored in Test Cricket,
he also became the first batsman to score 12,000 runs in that form of the game,having also been the third batsman
and first Indian to pass 11,000 runs in Test cricket.He was also the first player to score 10,000 runs in
one-day internationals, and also the first player to cross every subsequent 1000-run mark that has been crossed
in ODI cricket history. In the fourth Test of the Border-Gavaskar Trophy against Australia,
Tendulkar surpassed Australia's Allan Border to become the player to cross the 50-run mark the most number of times
in Test cricket history, and also the second ever player to score 10 Test centuries against Australia,
after only Sir Jack Hobbs of England more than 70 years back. Tendulkar has been honoured with the Padma Vibhushan award,
India's second highest civilian award, and the Rajiv Gandhi Khel Ratna award, India's highest sporting honour.

4.SAURAV GANGULY

Sourav Chandidas Ganguly(born 8 July 1972) was a former Indian cricketer, and captain of the Indian national team.
He is India's most successful Test captain to date, winning 21 tests out of 49 tests he captained and leading India
into the 2003 World Cup finals.An aggressive captain, Ganguly is credited with having nurtured the careers
of many young players who played under him.

The left-handed Ganguly was a prolific One Day International batsman, with over 11,000 ODI runs to his credit
Despite ODI success, his Test place was often lost to younger players towards the later stages of his career.
On October 7 2008, Ganguly announced that the Test series against Australia starting that month would be his last.
Ganguly played his last first-class match on 21 December 2008.

5.VIRENDER SEHWAG
Virender Sehwag(born 20 October 1978, in Delhi, India),affectionately known as Viru,
is one of the leading batsmen in the Indian cricket team.He was born into a Jat family from Haryana.
Sehwag is an aggressive right-handed opening batsman and an occasional right-arm off-spin bowler.
He played his first One Day International in 1999 and joined the Indian Test cricket team in 2001.
In April 2009, Sehwag became the only Indian to be honored as the Wisden Leading Cricketer in the World for
his performance in 2008.

Sehwag holds multiple records including the highest score made by an Indian in Test cricket (319),
which was also the fastest triple century in the history of international cricket (reached 300 off only 278 balls)
as well as the fastest 250 by any batsman (in 207 balls against Sri Lanka on 3rd December, 2009 at the Brabourne stadium
in Mumbai). Sehwag also holds the distinction of being one of three batsmen in the world to have ever surpassed 300 twice
in Test cricket, and the only one to score two triple centuries and take a five-wicket innings haul.
In March 2009, Sehwag smashed the fastest century ever scored by an Indian in ODI cricket, from 60 balls.

Sehwag was appointed as vice-captain of the Indian team under Rahul Dravid in October 2005 but due to poor form,
he was later replaced by V. V. S. Laxman in December 2006 as Test vice-captain.
In January 2007, Sehwag was dropped from the ODI team and later from the Test team as well.
During his term as vice-captain, Sehwag skippered the team in place of injured Dravid in 2 ODIs and 1 Test.
Following his return to form in 2008 and the retirement of Anil Kumble, Sehwag has been reappointed as the vice-captain
for both Tests and ODIs. By early 2009, Sehwag had reestablished himself as one of the best performing batsmen
in ODI cricket.

6.ANIL KUMBLE
Anil Kumble(born 17 October 1970 in Bangalore, Karnataka) is a former Indian cricketer and captain of the Indian
Test cricket team. He is a right-arm leg spin (legbreak googly) bowler and a right-hand batsman.
He is currently the leading wicket-taker for India in both Test and One Day International matches.
At present he is the third highest wicket-taker in Test cricket and one of only three bowlers to have taken
more than 600 Test wickets. Kumble has had success bowling with other spinners,
notably Venkatapathy Raju and Rajesh Chauhan in the 1990s and Harbhajan Singh since2000.
Kumble was appointed the captain of the Indian Test cricket team on 8 November 2007.
His first assignment as captain was the three-test home series against Pakistan that India won 1-0.
Then he led the Indian Test team on its tour to Australia for the 2007-08 four-test series of The Border-Gavaskar Trophy
that India lost 1-2. Kumble succeeded his state team mate Rahul Dravid, who resigned as the captain in September 2007 .
Since his debut in international cricket on 25 April 1990, he has taken 619 Test wickets and 337 ODI wickets.
Although often criticized as not a big turner of the ball, Kumble is the second highest wicket taker among leg spinners
in Test cricket behind leg spinner Shane Warne of Australia and the third of all bowlers after Warne
and off spinner Muttiah Muralitharan of Sri Lanka and has claimed 619 Test wickets.
He is one of only two bowlers in the history of cricket to have taken all 10 wickets in a test innings,
the other being Jim Laker of England.[4] Kumble is currently ranked the 18th best bowler in Tests by the
International Cricket Council[5]. He was awarded the Padma Shri, India's 4th highest civilian honour,
by the Government of India in 2005. After playing for India for 18 years, he announced his retirement on 2 November 2008.
His last match was against Australia at his favourite venue, the Feroz Shah Kotla Ground in Delhi.

Sunday, January 10, 2010

SHAYARI'S THAT ARE NEVER HEARD BEFORE(2nd EDITION)

ZAALIM TU MUJHE AUR ZAKHM DE,
DIL ABHI BHARA NAHI.
AUR SITAM DHA MUJHPAR,
MAIN ABHI MARA NAHI.



TANHA HAIN MAGAR TERI YAAD MERE PASS HAI,
TU NAHI TOH TERA EHSAAS HI MERE PASS HAI,
SUN SAKTE HAIN DHADKANO KI KAHANI,
ITNA MERA DIL TERE DIL KE PASS HAI.




FIZA PAR TOH ASAR HAWAO KA HOTA HAI,
MOHHABBAT PAR TOH ASAR ADAON KA HOTA HAI,
KOI AISE HI NAHI KISIKA DIWAANA HOTA,
KUCH KASUR TOH NIGAHON KA HOTA HAI.




WAFA KARKE BHI BEWAFAI KA ILZAAM UTHANA THA,
AB MERI ZINDAGI ME BAS GAM KA HI THIKANA THA,
HAMESHA THA MAIN JISKI PYAAR KI PANAHON ME,
AAJ USKI BAHON ME KISI AUR KA THIKANA THA.




TERI YAAD ME HUM LAMHE BITATE HAIN,
DARD-E-DIL LEKAR BHI HUM MUSKURATE HAIN,
AADAT SI HO GAYI HAI HUM KO AISE JEENE KI,
HAR GAM KO KHUSHI SE GALE LAGATE HAIN.




HAR ZAKHM KISI THOKAR KI MEHERBAANI HAI,
MERI ZINDAGI BHI SIRF EK KAHANI HAI,
MITA DETE APNE DARD KO SEENE SE,
PAR KAMBHAQT DARD HI TOH USKI AAKHRI NISHAANI HAI..




SARI HAQEEQATON KO KHWAAB KARKE ,
UMAR BHAR KI KHUSHIYAN KHARAB KARKE,
BADAL GAYA HAI EK SHAKS NA JAANE KYU,
MERI AADATON KO KHARAB KARKE.




KABHI HUM BHI KISI KI JAAN THE,
KISI KE CHEHRE KI MUSKAAN THE,
MAGAR AB USE DEKHKE YEH MEHSOOS HOTA HAI,
KI UNHE SAMAJH NE HUM THODE NAADAN THE.




KITNI JALDI YEH MULAQAT GUZAR JAATI HAI,
PYAAS BKJHTI NAHI AUR BARSAAT GUZAR JAATI HAI,
APNI YAADON SE KEHDO IS TARAH NA SATAYA KARE,
NEEND AATI NAHI AUR RAAT GUZAR JAATI HAI.




NA KOI KISI SE DOOR HOTA HAI,
NA KOI KISI KE KAREEB HOTA HAI,
ZINDAGI KHUD HI NAZDEEK LAA DETI HAI,
JAB KOI KISI KE NASEEB ME HOTA HAI.




SHAAM UDAS THI SUBAH UDAAS THI,
KAFAN ME LIPTI MERI LAASH THI,
AE DUNIYA WAALON MUJHE WAHI DAFNANA,
JAHA MERI AUR USKI PEHLI MULAQAT THI.




ROZ AAYENGE KHWAAB EK HASEEN BANKAR,
CHAHINGE TUMHE HUM JANASHEEN BANKAR,
IS KABIL KAHA KE AAPKA AASMA BAN SAKE,
AAPKE KADAMO ME HUM RAHENGE HUM ZAMEEN BANKAR.

Friday, January 8, 2010

shayari's that are never heard before(1st EDITION)

Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.
Toh kya huwa agar hum tume na pasake,
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota.







Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai.







Mehkhane me jam tut jata hai,
ishq me Dil tut jata hai,
Na jane kya rishta hai in Dono me,
jam tute to ishq yaad Aata hai,
Dil tute to jam yaad Aata hai...





udas nazro me khuwab milenge,
kahi kante to kahi fool milenge.
mere dil ki kitab ko apni nazar se padh ke dekho,
kahi aapki yaad to kahi aap milenge.





Ek kasak dil ki dil mein dabi reh gayi,
zindagi mei aapki kami reh gayi,
itni ulfat k baad bhi woh mujhe na mile,
shayad mere pyaar mei hi kuch kami reh gayi. . .!!!





Mohabbat mein laakhon zakhm khaye humne,
afsos unhe hum par aitbaar nahi...
Mat poocho kya guzarti hai dil par,
jab wo kehte hain unhe humse pyaar nahi.....




hun deewana mai uiska,
jise mai din raat sochta hun,
maaf karna ai khuda muze,
tuzse jyada mai uspar marta hun.




Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Bas tumse milne ki dua karte hai hum,
Jeete hain iss aas par k 1 din tum aaoge,
Marte isliye nahi kyuki tum akele reh jaaoge..!!





Aakhen kholu to chehra tumhara ho,
Band karu to sapna tumhara ho,
Maar bhi jau to koi gam nahi,
Agar kafan ke badle achal tumhara ho.







Mere chehre se utho do kafan,
mujhe aadat hai muskurane ki.
meri lash abhi mat jalana,
mujhe umeed hai unke aane ki








Diwangi se kam na thi kuch apni justujo
Hum bewafa jahan me wafa dhondte rahey
Mehromiyon k dor me kin hasraton k sath
Hum pathron k dil me khuda dhondte rahey.


Blogspot Templates by Isnaini Dot Com. Powered by Blogger and Supported by Ralepi.Com - Harley-Davidson Motorcycle